SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazduurii"
Ghazal MATCHES FOR "mazduurii"
Ghazal
ham tum me.n kal duurii bhii ho saktii hai
vaj.h ko.ii majbuurii bhii ho saktii hai
Bedil Haidri
Ghazal
bas ab hikaayat-e-mazduurii-e-vafaa na banaa
vo ghar unhe.n nahii.n milte jo ghar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
ishq-o-mazduuri-e-ishrat-gah-e-KHusruv kyaa KHuub
ham ko tasliim niko-naami-e-farhaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq me.n ye majbuurii to ho jaatii hai
duniyaa Gair-zaruurii to ho jaatii hai
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ahl-e-mohabbat kii majbuurii ba.Dhtii jaatii hai
miTTii se gulaab kii duurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
tirii zamiin pe kartaa rahaa huu.n mazduurii
hai suukhne ko pasiina mu.aavza hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
chho.D de 'aasii' pyaar ko chal mazduurii kar
ishq achchhe haalaat me.n achchhaa lagtaa hai
Qamar Aasi
Ghazal
nahr-e-KHuu.n ho chukii, farhaad kii mazduurii ko
ab ke teshe se milii qiimat-e-saa.ad ki nahii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
aisaa kuchh lutf milaa 'ishq kii mazduurii me.n
dard kaa bojh kabhii sar se utaaraa hii nahii.n