SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehraab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mehraab"
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kahaa.n hai tuu ki yahaa.n jal rahe hai.n sadiyo.n se
charaaG diida o mehraab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
PAGE MATCHES FOR "mehraab"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mehraab
मेहराब مِحراب
arch, shelf, arched niche, royal closet or private chamber, principal niche in the mosque from where the imam conducts the prayers
Arabic
MORE MATCHES FOR "mehraab"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
mehraab me.n diye kii tarah zindagii guzaar
mu.nh-zor aa.ndhiyo.n me.n na KHud ko niDhaal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
bataa rahii hai ye taqriib-e-mimbar-o-mehraab
ki muttaqii o riyaa-kaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
kahii.n mimbar pe KHush baiThaa hai ik sajde kaa nashsha
kisii mehraab ke niiche ibaadat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
ye ishq kii me.araaj hai yaa un kaa karam hai
har vaqt mire saamne tasviir-e-sanam hai
Fana bulandshahri
Ghazal
piiTh mehraab kii qible kii taraf rahtii hai
mahv-e-nisbat hai.n takalluf hame.n manzuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo sajda ruuh-e-zamii.n jis se kaa.np jaatii thii
usii ko aaj taraste hai.n mimbar o mehraab
Allama Iqbal
Ghazal
ai buto tum jo adaa aa ke karo masjid me.n
lab-e-mehraab kahe naam-e-KHudaa kyaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
vo tire jism kii qause.n ho.n ki mehraab-e-haram
har haqiiqat me.n milaa KHam tirii a.ng.Daa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
masjid
aur mehraab-e-shikasta me.n simaT kar pahro.n
daastaa.n sard mumaalik kii kahaa kartii hai










