SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo'jiza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mo'jiza"
Ghazal
yuu.n to tum raushnii-e-qalb-o-nazar ho lekin
aaj vo mo'jiza dikhlaa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mo'jiza"
Ghazal
na aasmaa.n se na dushman ke zor o zar se hu.aa
ye mo'jiza to mire dast-e-be-hunar se hu.aa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
'ishq kii me'raaj ho ai kaash aisaa mo'jiza
naam ko.ii le vo meraa naam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Naat
ik mo'jiza thaa zaat kaa iimaan pe daliil
sab Dhuu.nDte rahe na thaa saaya rasuul kaa
Shamsa Najm
Ghazal
havaa-e-Gam hai magar aas-e-mo'jiza rakh ke
nikal pa.De hai.n hathelii pe dil-diyaa rakh ke
Arslan Abbas
Ghazal
ghar se niklaa huu.n du'aa ko.ii nahii.n mere saath
mo'jiza hogaa agar raasta aasaan rahe
Aarib Hasimi
Ghazal
Gulnar Aafreen
Ghazal
chehre kaa ko.ii daaG dikhaa.ii na de mujhe
ye mo'jiza 'ajab mire aa.iina-gar kaa hai
Sadique Naseem
Ghazal
mo'jiza ko.ii dikhaa.uu.n bhii to kyaa
chaa.nd me.n shahr basaa.uu.n bhii to kyaa
Roohi Kanjahi
Ghazal
mire hunar ko ko.ii mo'jiza samajhtaa hai
tamaam shahr mujhe devtaa samajhtaa hai





