SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.nDaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mu.nDaa"
Mazahiya
bas me.n baiThii hai mire paas jo ik zohra-jabii.n
mard niklegii agar zulf mu.nDaa dii jaa.e
Dilawar Figar
Nazm
hubb-e-watan
mu.nDaa juutaa gar aap ko hai pasand
qaum ko is se faa.eda na gazand
Altaf Hussain Hali
Ghazal
us ke hasiin chehre pe KHat KHuub thaa magar
daa.Dhii mu.nDaa ke aur tarah-daar ho gayaa
Mohammad Alvi
Kulliyat
KHat kaa.Dh laa ke tum to mu.nDaa bhii chale vale
hotii nahii.n hamaarii tumhaarii safaa hanuuz
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mu.nDaa"
Nazm
ek nazm
qarz KHuu.n-bahaa kaa utaarne, sar mu.nDaa ke yuu.nhii nikal gayaa thaa
ki lauT aa.uu.ngaa
Anees Nagi
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Mazahiya
Boom Merathi
Kulliyat
sab taa.ir-e-qudsii hai.n ye jo zer-e-falak hai.n
muu.ndaa hai kahaa.n ishq ne in jaanvaro.n ko
Meer Taqi Meer
Kulliyat
baal tere sar ke aage to jiyo.n ke hai.n vabaal
sar mu.nDaa kar ham bhii hote hai.n qalandar ho so ho
Meer Taqi Meer
Nazm
nai ki hajamat
vo fauran chal diyaa daa.Dhii mu.nDaa kar
usii kursii pe la.Dke ko biThaa kar
Ambar Chughtai
Ghazal
mu.nDaa kar KHatt-e-ruKH us mah-laqaa ne
kiyaa hai aa.ine kaa ghar safaa-chaT