SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutafarriq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mutafarriq"
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
ne tab.a pareshaa.n thii na KHaatir mutafarriq
vo din bhii ajab the ki ham aur aap the baaham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
hai ek KHvaab-e-haqiiqat hazaar ta.abiire.n
hai.n raaste mutafarriq maqaam-e-yaar hai ek
Wali Kakoravi
Ghazal
Umair Najmi
PAGE MATCHES FOR "mutafarriq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mutafarriq"
Ghazal
ruu-e-suKHan hai kiidhar ahl-e-jahaa.n kaa yaa rab
sab muttafiq hai.n is par har ek kaa KHudaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
mohtasib aur ham hai.n dono.n muttafiq is baab me.n
barmalaa jo mai-kashii ho be-riyaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
jo vo nahii.n thaa to mai.n muttafiq thaa logo.n se
vo mere saamne aayaa to iKHtilaaf kiyaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
jahaa.n the muttafiq sab apne begaane Dubone ko
usii saahil pe aaj apnii anaa kii siipiyaa.n role.n
Khalid Sharif
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
tumhaarii baat se sab muttafiq ho.n naa-mumkin
har ek shaKHs kaa apnaa KHayaal hotaa hai

