SEARCH RESULTS
Showing search results for "naadaanii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naadaanii"
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
dil paagal hai roz na.ii naadaanii kartaa hai
aag me.n aag milaataa hai phir paanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Andaleeb Shadani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naadaanii"
Ghazal
Nida Fazli
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jis kii naadaanii sadaaqat ke liye betaab hai
jis kaa naaKHun saaz-e-hastii ke liye mizraab hai
Allama Iqbal
Sher
justujuu karnii har ik amr me.n naadaanii hai
jo ki peshaanii pe likkhii hai vo pesh aanii hai
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
dil paagal hai roz na.ii naadaanii kartaa hai
aag me.n aag milaataa hai phir paanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
do aur do kaa jo.D hamesha chaar kahaa.n hotaa hai
soch samajh vaalo.n ko tho.Dii naadaanii de maulaa
Nida Fazli
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
hamaare KHuun ke pyaase pashemaanii se mar jaa.e.n
agar ham ek din apnii hii naadaanii se mar jaa.e.n
Afzal Khan
Sher
ye naadaanii nahii.n to kyaa hai 'daanish'
samajhnaa thaa jise samjhaa rahaa huu.n
Madan Mohan Danish
Sher
is tarah hosh ga.nvaanaa bhii ko.ii baat nahii.n
aur yuu.n hosh se rahne me.n bhii naadaanii hai
Mustafa Zaidi
Ghazal
dost kii bazm hii vo bazm hai 'amjad' ki jahaa.n
aql ko saath me.n rakhnaa ba.Dii naadaanii hai









