SEARCH RESULTS
Showing search results for "naalaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naalaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naalaa"
Ghazal
Nasir Kazmi
Nazm
etiraf
kyaa sunogii mirii majruuh javaanii kii pukaar
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sikhaate naala-e-shab-giir ko dar-andaazii
Gam-e-firaaq kaa us charKH ko aduu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
andaaz-e-naala yaad hai.n sab mujh ko par 'asad'
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahtaa hai kaun naala-e-bulbul ko be-asar
parde me.n gul ke laakh jigar chaak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
vo naala dil me.n KHas ke baraabar jagah na paa.e
jis naala se shigaaf pa.De aaftaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe



