SEARCH RESULTS
Showing search results for "naql"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naql"
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
kuchh tujh se ye duurii bhii mujhe maar ga.ii hai
kuchh jazbe mire naql-e-makaanii me.n mare hai.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
mujhe naql par bhii itnaa agar iKHtiyaar hotaa
kabhii fail imtihaa.n me.n na mai.n baar baar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naql"
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
imtihaan-gaaho.n me.n dekhtaa hii rahtaa thaa
naql karne vaalo.n ke
Amjad Islam Amjad
Sher
maut bar-haq hai to phir maut se Darnaa kaisaa
ek hijrat hii to hai naql-e-makaanii hii to hai
Tariq Matin
Sher
aa.nkho.n tak aa sakii na kabhii aa.nsu.o.n kii lahr
ye qaafila bhii naql-e-makaanii me.n kho gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
pa.Dhne vaalo.n ne bhii kyaa kuchh na kiyaa
naql karnaa mirii aadat hii sahii
Kaif Ahmed Siddiqui
Qita
naql maGrib kii tara.ng aa.ii tumhaare dil me.n
aur ye nukta ki mirii asl hai kyaa bhuul ga.e
Akbar Allahabadi
Ghazal
is ghuumtii zamii.n pe dobaara mile.nge ham
hijrat faraar naql-e-makaanii fareb hai