SEARCH RESULTS
Showing search results for "naql"
Nazm MATCHES FOR "naql"
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
imtihaan-gaaho.n me.n dekhtaa hii rahtaa thaa
naql karne vaalo.n ke
Amjad Islam Amjad
Nazm
imtihan
kyaa tavaqqo un se rakkhe.n fail jo hote rahe
naql kar ke daaG ko daaman se jo dhote rahe
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ilm ki zarurat
ishaare par isii ke naql-o-harakat hai sab italy kii
isii ke taaba-e-farmaan hai.n ruusii o iiraanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
madrase ka ek hi kamra
duusraa us se naqal kartaa hai
ghar se laa.e nahii.n hai.n kar ke savaal
Hafeez Jalandhari
Nazm
zamir
karte hai.n aap naql agar imtihaan me.n
is Dha.ng se ki aa.e na shaan-o-gumaan me.n
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
dastur sazi ki koshish
is pe raa.e-aamma ma.aluum karne ke liye
shaa.iro.n ko naql dastaavez kii bhejii ga.ii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
bahut be-abru ho kar
nikaalaa mumtahin ne naql karne se to bole ham
bahut be-aabruu ho kar tire kamre se ham nikle
Hifzan Ahmed Hashmi
Nazm
parinde
zaruurat pe karte hai.n naql-e-makaanii
ye aadat parindo.n kii hai ik puraanii
Hafiz Karnataki
Nazm
ek Dabba shair ke liye nazm
varna jo tuu nahii.n hai is kii naql utaarte
teraa mu.nh bhii Te.Dhaa-me.Dhaa ho jaa.egaa
Sarmad Sahbai
Nazm
maut mujh par bar-haq nahin
mu.aahide kii jo naql mahfuuz hai
us par us ke dastaKHat
Javed Shaheen
Nazm
pahle fan dast-o-gareban hain karan-ta-ba-karan
naql ne baazaar luuTaa asl apne ghar ga.e
be-adab logo.n ne kholii hai adab kii ik dukaa.n
Nusrat Mehdi
Nazm
aaKHiri kos
sar pe saamaan uThaa.e hu.e banjaaro.n saa
DanDii pagDanDii sa.Dak naql-o-hamal harkat-o-kuuch
Satyapal Anand
Nazm
tashkil-e-sheristan ke baad
naql-e-aabaadii ke is taariiKH-saaz iqdaam se
kuchh masaa.il hal hu.e kuchh mas.ale paidaa hu.e