SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nasab"
PAGE MATCHES FOR "nasab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nasab"
Nazm
hubb-e-watan
zaat kaa faKHr aur nasab kaa Guruur
uTh ga.e ab jahaa.n se ye dastuur
Altaf Hussain Hali
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
un raasto.n me.n naam-o-nasab kaa nishaa.n na thaa
ha.ngaama-e-bahaar me.n KHilqat jidhar ga.ii
Sarvat Husain
Ghazal
kal mire sar pe miraa taaj thaa to sab the mire
aaj duniyaa ye miraa naam-o-nasab puuchhtii hai
Azm Shakri
Ghazal
faqiir vo hai.n jo allaah tere bando.n ko
har imtiyaaz-e-nasab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii aa.nkho.n kii kiran se ai jahaan-e-e'tibaar
jagmagaa.egii nasab-naamo.n kii lauh-e-zar-nigaar
Josh Malihabadi
Ghazal
hasab-nasab kii jo puuchho to shajara pesh karuu.n
KHitaab ko.ii nahii.n hai miraa laqab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
Nazm
hubb-e-watan
zaat kaa faKHr aur nasab kaa Guruur
uTh ga.e ab jahaa.n se ye dastuur
Altaf Hussain Hali
Ghazal
hasab-nasab bhii kiraa.e pe log laane lage
hamaare haath se ab ye bhii kaarobaar gayaa
Haseeb Soz
Ghazal
tumhaare naam kii tohmat hai mere sar pe 'nabiil'
judaa hai varna miraa shajra-e-nasab tum se
Aziz Nabeel
Ghazal
hamaare baare me.n kuchh puuchhtaa nahii.n ko.ii
ko.ii nasab to ko.ii KHaandaan puuchhtaa hai











