SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasab"
Ghazal MATCHES FOR "nasab"
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ham ahl-e-jabr ke naam-o-nasab se vaaqif hai.n
saro.n kii fasl jab utrii thii tab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
hariim-e-lafz me.n kis darja be-adab niklaa
jise najiib samajhte the kam-nasab niklaa
Iftikhar Arif
Ghazal
na chhe.D naam-o-nasab aur nasl-o-rang kii baat
ki chal nikaltii hai aksar yahii.n se jang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
hasiin aurato.n ko chho.D kar ajab sab the
ko.ii hamaaraa na thaa saahib-e-nasab sab the
Muzdam Khan
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na ko.ii naam o nasab hai na goshvaara miraa
bas apnii aab-o-havaa hii pe hai guzaara miraa
Saleem Kausar
Ghazal
ko.ii rutba to ko.ii naam-nasab puuchhtaa hai
ab jahaa.n me.n ko.ii kirdaar kaa kab puuchhtaa hai
Nitin Nayab
Ghazal
na ehtiraam na dil me.n adab kaa hotaa hai
hamesha mas.ala naam-o-nasab kaa hotaa hai
Hamza Yaqub
Ghazal
Guruur-o-naaz-o-takabbur ke din to kab ke ga.e
zahiir ab vo zamaane hasab-nasab ke ga.e
Zaheer Ahmad Zaheer
Ghazal
har intiKHaab yahaa.n maazii-o-aqab kaa hai
savaal meraa nahii.n hai mire nasab kaa hai
Zafar Moradabadi
Ghazal
zinda rahne kaa vo afsuun-e-ajab yaad nahii.n
mai.n vo insaa.n huu.n jise naam-o-nasab yaad nahii.n
Yazdani Jalandhari
Ghazal
merii miTTii kaa nasab be-sar-o-saamaanii se
kaam kuchh us ko havaa se na talab paanii se
Farhat Ehsas
Ghazal
chand laa-KHitaab aa.nkhe.n chand be-laqab chehre
hasrato.n ke aa.iine be-hasab-nasab chehre
Parwez Rahmani
Ghazal
nasab ye hai ki vo dushman ko kam-nasab na kahe
ajab ye hai ki ye duniyaa use ajab na kahe
Shehpar Rasool
Ghazal
dil dukh na jaa.e baat ko.ii be-sabab na puuchh
KHaana-ba-dosh logo.n se naam-o-nasab na puuchh
Raoof Khair
Ghazal
ik shahanshaah ke e'zaaz-o-laqab se aage
'ishq rahtaa hai har ik naam-o-nasab se aage