SEARCH RESULTS
Showing search results for "nibhaayaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nibhaayaa"
Ghazal
KHud pashiimaan hu.e ne use sharminda kiyaa
ishq kii vaz.a ko kyaa KHuub nibhaayaa ham ne
Shahryar
Sher
KHudaa ke vaaste mauqaa na de shikaayat kaa
ki dostii kii tarah dushmanii nibhaayaa kar
Saqi Faruqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nibhaayaa"
Ghazal
reg-e-ravaa.n kii tarah hai.n saare ta.alluqaat
tum ne kisii kaa saath nibhaayaa nahii.n to kyaa
Mohsin Zaidi
Sher
dil ek hai to ka.ii baar kyuu.n lagaayaa jaa.e
bas ek ishq bahut hai agar nibhaayaa jaa.e
Moin Shadab
Ghazal
ajiib tarz se ab ke nibhaayaa ulfat ko
vafaa jo kii hai to is tarah ki vafaa na lage
Asra Rizvi
Sher
mai.n na piitaa to tiraa likhkhaa Galat ho jaataa
tere likkhe ko nibhaayaa kyaa KHataa kii mai.n ne
Saeed Rahi
Ghazal
Zehra Shah
Ghazal
use ye dukh ki zamii.n ta.ng qaafiya mushkil
mujhe ye dukh ki nibhaayaa nahii.n gayaa huu.n mai.n