SEARCH RESULTS
Showing search results for "nibhaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "nibhaayaa"
Ghazal
KHud pashiimaan hu.e ne use sharminda kiyaa
ishq kii vaz.a ko kyaa KHuub nibhaayaa ham ne
Shahryar
Ghazal
KHudaa ke vaaste mauqa.a na de shikaayat kaa
ki dostii kii tarah dushmanii nibhaayaa kar
Saqi Faruqi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
reg-e-ravaa.n kii tarah hai.n saare ta.alluqaat
tum ne kisii kaa saath nibhaayaa nahii.n to kyaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
ajiib tarz se ab ke nibhaayaa ulfat ko
vafaa jo kii hai to is tarah ki vafaa na lage
Asra Rizvi
Ghazal
Zehra Shah
Ghazal
use ye dukh ki zamii.n ta.ng qaafiya mushkil
mujhe ye dukh ki nibhaayaa nahii.n gayaa huu.n mai.n
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
Kamal Hatvi
Ghazal
umr bhar bojh uThaayaa to nahii.n jaa saktaa
har ta'alluq ko nibhaayaa to nahii.n jaa saktaa
SabeenSaif
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ham ne apne purkho.n ke ehtiraam kii KHaatir
farz bhii nibhaayaa hai, qarz bhii utaare hai.n
Khwaja Sajid
Ghazal
umr kaa saath nibhaayaa hai is andaaz ke saath
jaise kartaa ho vafaa ko.ii daGaabaaz ke saath
Ravendr Jain
Ghazal
hausla apnii jagah Thiik hai lekin ham se
duusraa ishq nibhaayaa bhii nahii.n jaa.egaa
Abdul Qadir
Ghazal
Nitin Nayab
Ghazal
mujh ko tanhaa.ii ne gheraa hai ka.ii baar magar
us kii yaado.n ne magar saath nibhaayaa hii nahii.n
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
mirii aa.nkhe.n chhalakne lag ga.ii.n hai.n
ta.alluq kyaa nibhaayaa hai kisii ne