SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nikaah"
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Sher
hame.n KHabar hai zan-e-faahisha hai ye duniyaa
so ham bhii saath ise be-nikaah rakhte hai.n
Sahba Akhtar
Ghazal
mire nikaah se pahle ye baat likh denaa
tum apne mehr me.n merii hayaat likh denaa
Hilal Badayuni
PAGE MATCHES FOR "nikaah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nikaah"
Mazahiya
vaqt-e-nikaah ham bhii the duulhaa bane hu.e
bulvaayaa aurato.n ne salaamii ke vaaste
Popular Meeruthi
Nazm
pagal laDki
apnii mohabbat ke haa.n karne
chhup ke nikaah ke do bolo.n par KHush hone aur
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
zabaa.n sambhaal ke ab naam le raqiib us kaa
jo teraa pyaar thaa vo ab mire nikaah me.n hai
Amir Ameer
Ghazal
mai.n tere shahr se niklaa thaa ain us lamha
tire nikaah pe taqsiim jab bataashe hu.e
Amir Ameer
Sher
bane ham jo tere duulhaa pa.Daa jho.nknaa ye chuulhaa
na nikaah tujh se karte na ye haal-e-zaar hotaa
Hammad Hasan
Mazahiya
hamaaraa pyaar jo qaazii nikaah tak paho.nche
hamaare biich ko.ii itnaa pyaar tho.Dii hai''
Ahmad Alvi
Ghazal
ab iltifaat kii ummiid mat rakho 'kaashif'
nikaah kyaa hu.aa barso.n kii aashnaa.ii ga.ii
Kashif Shakeel
Ghazal
misra' ko pahu.nche misra-e-saanii buraa hai kyaa
kar le nikaah aalam-e-tajriid se nikal
Mushafi Ghulam Hamdani
Mazahiya
vaqt-e-nikaah jeb mirii saaf ho ga.ii
saalo.n kaa thaa kamaal pata chal gayaa mujhe


