SEARCH RESULTS
Showing search results for "niraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "niraa"
Ghazal
hai zauq-e-tajallii bhii isii KHaak me.n pinhaa.n
Gaafil tuu niraa saahib-e-idraak nahii.n hai
Allama Iqbal
Children's Story
Neera Saxena
Ghazal
agarche ishq me.n aafat hai aur balaa bhii hai
niraa buraa nahii.n ye shaGl kuchh bhalaa bhii hai
Inamullah Khan Yaqeen
Sher
agarche ishq me.n aafat hai aur balaa bhii hai
niraa buraa nahii.n ye shaGl kuchh bhalaa bhii hai
Inamullah Khan Yaqeen
PAGE MATCHES FOR "niraa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "niraa"
Ghazal
KHud husn kaa me.aar niraa zauq-e-nazar hai.n
utne hii hasii.n aap hai.n jitne mujhe pyaare
Asar Rampuri
Nazm
chuha
dum bhii chuuhe kii sar bhii chuuhe kaa
hai miraa chuhaa bas niraa chuhaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
ilm aur jahaalat
vo bashar jo ho niraa ahmaq magar
KHud samajhtaa ho ki daanish-mand huu.n
Faiz Ludhianvi
Sher
Ishq Aurangabadi
Kulliyat
niraa dhokaa hii hai dariyaa-e-hastii
nahii.n kuchh tah se tujh ko aashnaa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mil ga.e jab niraa-dishvar dasht-e-Gurbat me.n 'na.iim'
ik nayaa rishta aziimaabaad se jo.Daa gayaa
Hasan Naim
Sher
mujhe paarsaa.ii kaa da.avaa nahii.n hai
farishta nahii.n mai.n niraa aadmii huu.n











