SEARCH RESULTS
Showing search results for "paash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paash"
Ghazal
Javed Akhtar
PAGE MATCHES FOR "paash"
Tags
Past
Past
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paash"
Ghazal
usii ne mujh pe uThaa.e hai.n sang jis ke liye
mai.n paash paash hu.aa ghar nigaar-KHaana hu.aa
Naseer Turabi
Nazm
sham-e-ayaadat
adaa-e-husn barq-paash shola-zan nazaara-soz
fazaa-e-husn uudii uudii bijliyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Sher
hai paash paash magar phir bhii muskuraataa hai
vo chehra jaise ho TuuTe hu.e khilaune kaa
Javed Akhtar
Qita
maluul thaa dil-e-aa.iina har KHaraash ke ba.ad
jo paash paash hu.aa ik KHaraash bhii na rahii
Faiz Ahmad Faiz
Sher
kitne mah-o-anjum hai.n ziyaa-paash azal se
lekin na hu.ii kam dil-e-insaa.n kii siyaahii
Qadir Siddiqi
Mazahiya
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Nazm
shikast-e-saz
kabhii zau-paash sitaaro.n kii tamannaa thii mujhe
aaj zarro.n ko bhii maqsuud banaa rakkhaa hai
Ada Jafarey
Ghazal
o namak-paash tujhe apnii malaahat kii qasam
baat to jab hai ki har zaKHm namakdaa.n ho jaa.e










