SEARCH RESULTS
Showing search results for "paash"
Ghazal MATCHES FOR "paash"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
hai paash paash magar phir bhii muskuraataa hai
vo chehra jaise ho TuuTe hu.e khilaune kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
usii ne mujh pe uThaa.e hai.n sang jis ke liye
mai.n paash paash hu.aa ghar nigaar-KHaana hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
o namak-paash tujhe apnii malaahat kii qasam
baat to jab hai ki har zaKHm namakdaa.n ho jaa.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
aah vo aa.nkh jo har samt rahii saa.iqa-paash
vo jo mujh se kisii unvaan milaa.ii na ga.ii
Hasrat Mohani
Ghazal
milaa to haadisa kuchh aisaa dil KHaraash hu.aa
vo TuuT phuuT ke bikhraa mai.n paash paash hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
qaatil hai kis maze se namak-paash-e-zaKHm-e-dil
bismil zaraa ta.Dap ke namak to halaal kar
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mirii anaa to takalluf me.n paash paash hu.ii
du.aa-e-KHair mire haq me.n yaar tum bhii karo
Faragh Rohvi
Ghazal
chamak rahe hai.n ta.aziye balaa kii tez dhuup me.n
mahak hai aab-e-marg kii fishaar-e-arq-paash me.n
Muneer Niyazi
Ghazal
'afzal' vo ban sa.nvar ke to aa jaa.e.nge kabhii
aa.iina-e-hayaat magar paash paash hai
Afzal Minhas
Ghazal
duniyaa-e-husn-o-ishq me.n kis kaa zuhuur thaa
har aa.nkh barq-paash thii har zarra tuur thaa
Fani Badayuni
Ghazal
ye rang paash hu.e hai.n vo aaj ai 'naadir'
hai farsh-e-bazm-e-tarab laala-zaar holii me.n