SEARCH RESULTS
Showing search results for "paash"
Nazm MATCHES FOR "paash"
Nazm
sham-e-ayaadat
adaa-e-husn barq-paash shola-zan nazaara-soz
fazaa-e-husn uudii uudii bijliyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shikast-e-saz
kabhii zau-paash sitaaro.n kii tamannaa thii mujhe
aaj zarro.n ko bhii maqsuud banaa rakkhaa hai
Ada Jafarey
Nazm
diwali
teG-e-furqat se jigar paash hu.aa jaataa hai
dil Gam-e-ra.nj se paamaal hu.aa jaataa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
arz-e-watan
ba.Dhe hai.n vatan kii taraf bad-qimaash
kaleja zamii.n kaa hu.aa paash paash
Arsh Malsiyani
Nazm
asar paida kar
Gair ko apnaa banaa le vo nazar paidaa kar
sang-rezo.n se guhar-paash guhar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
hindostan
dast-o-baazuu jis ke shal jis kaa safiina paash paash
kyaa isii ko paaltii hai maadar-e-hindostaa.n
Maikash Akbarabadi
Nazm
kaun hai wo
us kii ek nigaah se mai.n paash paash hone lagtii huu.n
jab milne kaa israar kartaa hai
Sadaf Masoom
Nazm
babul ke daraKHt se kaho
ba.De hii inhimaak se bahaar-paash hai yahaa.n
jo mu.D ke dekhtaa huu.n adh-jale gulaab kaa badan
Ambar Bahraichi
Nazm
sham se ta-ba-sahar kitne sitare TuTe
kitnii zau-paash umiido.n ke sahaare chhoTe
chaa.nd ik mast sharaabii kii tarah vaarafta