SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahaa.d"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pahaa.d"
Ghazal
dariyaa ho yaa pahaa.D ho Takraanaa chaahiye
jab tak na saa.ns TuuTe jiye jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Nazm
saqi-nama
subuk us ke haatho.n me.n sa.ng-e-giraa.n
pahaa.D us kii zarbo.n se reg-e-ravaa.n
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pahaa.d"
Ghazal
mujh ko thakne nahii.n detaa ye zaruurat kaa pahaa.D
mere bachche mujhe buu.Dhaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Nazm
tariq ki dua
simaT kar pahaa.D un kii haibat se raa.ii
do-aalam se kartii hai begaana dil ko
Allama Iqbal
Sher
Yagana Changezi
Ghazal
simaT ke rah ga.e aaKHir pahaa.D se qad bhii
zamii.n se har ko.ii uu.nchaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Nazm
ek pahaD aur gilahri
ko.ii pahaa.D ye kahtaa thaa ik gilahrii se
tujhe ho sharm to paanii me.n jaa ke Duub mare
Allama Iqbal
Ghazal
din hii pahaa.D hai shab-e-Gam kyaa ho kyaa na ho
ghabraa rahe hai.n aaj sar-e-shaam hii se ham
Bismil Azimabadi
Qadir Nama
koh ko hindii me.n kahte hai.n pahaa.D
faarsii gulKHan hai aur hindii hai bhaa.D
Mirza Ghalib
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
ba-shart-e-faal kisii KHaal par mai.n vaaruu.ngaa
chaman pahaa.D daman dasht jhiil KHushkii tarii
Shahzad Qais
Nazm
ramayan ka ek scene
jangal ho yaa pahaa.D safar ho ki ho hazar
rahtaa nahii.n vo haal se bande ke be-KHabar
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
pahaa.D guu.nje.n nadii gaa.e ye zaruurii hai
safar kahii.n kaa ho dil me.n kisii kaa pyaar bhii rakh
Nida Fazli
Ghazal
Gusse se uTh chale ho to daaman ko jhaa.D kar
jaate rahe.nge ham bhii garebaan phaa.D kar



