SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahaa.d"
Nazm MATCHES FOR "pahaa.d"
Nazm
saqi-nama
subuk us ke haatho.n me.n sa.ng-e-giraa.n
pahaa.D us kii zarbo.n se reg-e-ravaa.n
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
simaT kar pahaa.D un kii haibat se raa.ii
do-aalam se kartii hai begaana dil ko
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
ko.ii pahaa.D ye kahtaa thaa ik gilahrii se
tujhe ho sharm to paanii me.n jaa ke Duub mare
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
ja.ngal ho yaa pahaa.D safar ho ki ho hazar
rahtaa nahii vo haal se bande ke be-KHabar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ai hiila-garaan-e-shahr-e-shiirii.n
aayaa huu.n pahaa.D kaaT kar mai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
yahii zamii.n yahii dariyaa pahaa.D jangal baaG
yahii havaa.e.n yahii sub.h-o-shaam suuraj chaa.nd
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
ek ik mo.D pe aalaam o masaa.ib ke pahaa.D
ek ik gaam pe aafaat se Takraayaa huu.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
patthar ki zaban
isii akele pahaa.D par tuu mujhe milaa thaa
yahii bulandii hai vasl teraa
Fahmida Riaz
Nazm
ek manzar
utrii hu.ii pahaa.D pe barsaat kii vo raat
kamre me.n laalTain kii halkii sii raushnii
Parveen Shakir
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
aur ab to yuu.n hai ki jaise tum ne
pahaa.D raato.n ko
Mohsin Naqvi
Nazm
aksar main sochta hun
dariyaa pahaa.D jangal kis tarah ban ga.e hai.n
ye baat aql vaale har vaqt sochte hai.n
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
fana
kiyaa buuTe Dhe.Dh paat ke kyaa jhaa.D kyaa pahaa.D
jo KHaak se banaa hai vo aaKHir ko KHaak hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
subh ki aamad
hu.ii mujh se raunaq pahaa.D aur ban me.n
har ek mulk me.n des me.n har vatan me.n
Ismail Merathi
Nazm
yaum-e-azadi
pahaa.D kaT gayaa nuur-e-sahar se raat malii
KHudaa kaa shakar Gulaamii se to najaat malii
Siraj Lakhnavi
Nazm
kal ek pahaD pe sar rakh ke so raha tha jab
kal ik pahaa.D pe sar rakh ke so rahaa thaa jab
mai.n aasmaan kii aahaT se uTh ke baiTh gayaa
Gulzar
Nazm
hamare dukhon ka ilaj kahan hai
ki parinde, daraKHto.n se u.D jaa.e.n
aur pahaa.D hamaarii ha.nsii kii guu.nj se bhar jaa.e.n
Abrar Ahmad
Nazm
thoDa thoDa KHarch karen hum
ye jo apnii gol zamii.n hai
pahle pahal thii paanii paanii