SEARCH RESULTS
Showing search results for "pairhan-e-chaak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pairhan-e-chaak"
Ghazal
dikhlaa.uu.n tumhe.n apne qabiile kii nishaanii
kuchh taar kisii pairhan-e-chaak se le aa.uu.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
kyaa shor kare.n girya-e-usshaaq se ba.Dh kar
kyaa zor kare.n pairhan-e-chaak se aage
Abrar Ahmad
Ghazal
is baar to majnuu.n kaa bharam bhii nahii.n rakkhaa
yuu.n meraa junuu.n pairhan-e-chaak se niklaa
Azm Shakri
Nazm
naya sal
qadam uThte hai.n to zarre bhii sadaa dene lage
dard ke pairhan-e-chaak se jhaa.nko to zaraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
tere KHush-posh faqiiro.n se vo milte to sahii
jo ye kahte hai.n vafaa pairhan-e-chaak me.n hai
Syed Aabid Ali Aabid
MORE MATCHES FOR "pairhan-e-chaak"
Ghazal
rafuu-garaan-e-KHirad ke na jaa.iyo nazdiik
balaa se pairhan-e-chaak be-rafuu rakhiyo
Kaleem Aajiz
Ghazal
fitna uThaa to razm-gah-e-KHaak se uThaa
suuraj kisii ke pairhan-e-chaak se uThaa
Azeem Haider Syed
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tere KHush-posh faqiiro.n se vo milte to sahii
jo ye kahte hai.n vafaa pairhan-e-chaak me.n hai
Syed Aabid Ali Aabid
Sher
sad-chaak kiyaa pairhan-e-gul ko sabaa ne
jab vo na tirii KHuubii-e-poshaak ko pahu.nchaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
vaqt kii gardish-e-saffaak se Dar lagtaa hai
kuuza-gar mujh ko tire chaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ahd-e-vafaa ko to.D ke ham bhii hai.n muzmahil
tum bhii udhar ho chaak garebaa.n kiye hu.e