SEARCH RESULTS
Showing search results for "parcha"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parcha"
Ghazal
KHat Gair kaa pa.Dhte the jo Tokaa to vo bole
aKHbaar kaa parcha hai KHabar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Sher
ashko.n ke nishaa.n parcha-e-saada pe hai.n qaasid
ab kuchh na bayaa.n kar ye ibaarat hii bahut hai
Ehsan Ali Khan
Ghazal
kuchh ishq ke nisaab me.n kamzor ham bhii hai.n
kuchh parcha-e-savaal bhii aasaan chaahiye
Irfan Siddiqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "parcha"
Mazahiya
Dilawar Figar
Ghazal
jaaduu kii pu.Dii parcha-e-abyaat thaa us kaa
mu.nh takiye Gazal pa.Dhte ajab sehr-bayaa.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hame.n pata hai ki parcha buraa nahii.n aaya
magar tumhaaraa pa.Dhaayaa hu.aa nahii.n aaya
Shariq Kaifi
Ghazal
nahii.n thaa yaad sabaq apnii zindagii kaa hame.n
so imtihaan kaa parcha banaa rahe the ham
Aisha Ayub
Ghazal
raat bhar shor machaataa hai kisii KHauf ke taht
apne ham-zaad pe parcha nahii.n kar saktaa mai.n
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
udaas mat ho miyaa.n hai ye imtihaan-e-ziist
is imtihaan me.n parcha KHaraab hotaa hai