SEARCH RESULTS
Showing search results for "parcha"
Ghazal MATCHES FOR "parcha"
Ghazal
KHat Gair kaa pa.Dhte the jo Tokaa to vo bole
aKHbaar kaa parcha hai KHabar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh ishq ke nisaab me.n kamzor ham bhii hai.n
kuchh parcha-e-savaal bhii aasaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
kyaa dikhaate ho miyaa.n, parcha hame.n aKHbaar kaa
ham ne dekhe hai.n bahut naamii giraamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
jaaduu kii pu.Dii parcha-e-abyaat thaa us kaa
mu.nh takiye Gazal pa.Dhte ajab sehr-bayaa.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hame.n pata hai ki parcha buraa nahii.n aaya
magar tumhaaraa pa.Dhaayaa hu.aa nahii.n aaya
Shariq Kaifi
Ghazal
nahii.n thaa yaad sabaq apnii zindagii kaa hame.n
so imtihaan kaa parcha banaa rahe the ham
Aisha Ayub
Ghazal
raat bhar shor machaataa hai kisii KHauf ke taht
apne ham-zaad pe parcha nahii.n kar saktaa mai.n
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
udaas mat ho miyaa.n hai ye imtihaan-e-ziist
is imtihaan me.n parcha KHaraab hotaa hai
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
Abu Leveeza Ali
Ghazal
hamaaraa yaar kal shab terii ik tasviir le aaya
dikhaane lag gayaa biimaar ko parcha davaa.ii kaa
Vishnu Virat
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ek din parcha lagaa.e.nge nakiirain zaruur
ye farishte nahii.n aKHbaar ke harkaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
tumhe.n bataa.egaa ik dard kii kahaanii ko.ii
jo mere haath me.n parcha dikhaa.ii detaa hai
Tarif Niyazi
Ghazal
fazl ne allaah ke us ko diyaa umr bhar
izzat-o-hurmat ke saath paarcha o aab-o-naa.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
suKHan-varaan-e-kuhan us pe rashk karte hai.n
jo dard parcha-e-abyaat par utartaa hai
Azm Shakri
Ghazal
u.Dte phirte hai.n zamii.n par shakl-e-abr
parcha parcha ruu.ii ke gaale pa.De
Waliullah Muhib
Ghazal
likhte hai.n chhup ke kaatib-e-aamaal sab kaa haal
a.amaal-naama parcha hai.n KHufya-naves ke