SEARCH RESULTS
Showing search results for "pashm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pashm"
Sher
jis chashm ko vo meraa KHush-chashm nazar aayaa
nargis kaa use jalva ik pashm nazar aayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
kamlii ko apnaa taan ke soyaa faqiir mast
kyaa pashm thaa amiiro.n kaa jo shaamiyaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
pashm hai yaa.n masnad-e-qaaqum kaa farsh
ghar me.n faqiiro.n ke namad chaahiye
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pashm"
Sher
kahaa jo mai.n ne gayaa KHat se haa.e teraa husn
to ha.ns ke mujh ko kahaa pashm se gayaa to gayaa
Wali Uzlat
Ghazal
ik pashm-nazar un kii me.n hai shaal do-shaala
jo baiThe bichhaa boriyaa aur o.Dh liyaa TaaT
Waliullah Muhib
Ghazal
shaiKH kii daa.Dhii kii jo kahiye ba.Daa.ii sach hai
is sivaa aur par ik pashm karaamaat nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
shaal-e-shaahii se ziyaada hai mujhe kamlii-e-faqr
jaantaa pashm baraabar huu.n mai.n pashmiine ko
Shad Lakhnavi
Ghazal
laa-saanii hai kambal apnaa 'baaqii'
kyaa pashm hai shaal yaa doshaalaa
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
hai paash paash magar phir bhii muskuraataa hai
vo chehra jaise ho TuuTe hu.e khilaune kaa











