SEARCH RESULTS
Showing search results for "pulanda"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pulanda"
Mazahiya
mai.n ne vaapas kii raqam kah ke ki hazrat shukriya
apnii Gazlo.n kaa pulanda un ke aage rakh diyaa
Asrar jamayee
Ghazal
apnii hayaat-e-ishq pe Daale.n agar nazar
naa-KHush-gavaariyo.n kaa pulanda dikhaa.ii de
Badr Jamali
Naat
ai kaash sar-e-hashr vo aa jaa.e.n madad ko
jab aa.e gunaaho.n kaa pulanda mire aage
Faisal Qadri Gunnauri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
puraanaa
पुरानाپُرانا
Sanskrit
old, ancient, time-worn, obsolete, out-of-date, antiquated, experienced, stale, rotten
MORE MATCHES FOR "pulanda"
Ghazal
pa.Daa hu.aa huu.n pulanda saa apne saamne mai.n
aur is pulande ke purze u.Daataa rahtaa huu.n
Aftab Hussain
Ghazal
na ko.ii shakl hii ubhrii na ko.ii KHaaka banaa
tamaam she'ro.n se kaaGaz kaa ik pulanda banaa
Tarkash Pradeep
Sher
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye nayaa shahr to hai KHuub basaayaa tum ne
kyuu.n puraanaa hu.aa viiraan zaraa dekh to lo

