SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaraa.in"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaraa.in"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hitch-hiker
ajnabii log na.e log paraa.ii galiyaa.n
zindagii aaise qaraa.in me.n kaTegii kaise
Ahmad Faraz
Ghazal
vahii.n hai.n dil ke qaraa.in tamaam kahte hai.n
vo ik KHalish ki jise teraa naam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
josh dariyaa ke qaraa.in ye bataate hai.n 'zahiir'
mauj khaa jaa.egii saahil ke shabistaano.n ko
Zaheer Kashmiri
Ghazal
mire nasiib me.n kitne ajiib rahbar the
imaamate.n bhii karaa.ii.n kiyaa vuzuu bhii nahii.n
Aftab Ahmad Shah
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaraa.in"
Ghazal
josh-e-dariyaa ke qaraa.in ye bataate hai.n 'zahiir'
mauj khaa jaa.egii saahil ke shabistaano.n ko
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
be-mehr sang-o-KHisht to be-saaya har shajar
lagtaa hai dosto ye qaraa.in se apnaa shahr
Shahid Ishqi
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Meeraji
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
bahut qarii.n thaa hasiinan-e-nuur kaa daaman
subuk subuk thii tamannaa dabii dabii thii thakan