SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qasd"
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
dil ne kiyaa hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
gar qasd suu-e-dil hai tiraa ai nigaah-e-yaar
do-chaar tiir paik se aage ajal ke chal
Bahadur Shah Zafar
PAGE MATCHES FOR "qasd"
Tags
Qaid
Qaid Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qasd"
Ghazal
itnaa zinda rahe ham jis se khulii.n ma.anii-e-maut
sub.h-e-iijaad me.n qasd-e-adam aabaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
beach me.n aag kaa dariyaa haa.el
qasd us paar hai kyaa honaa hai
Imam Ahamd Raza Khan Barelvi
Ghazal
KHud dil me.n chale aa.oge jab qasd karoge
ye raah bataane se bataa.ii nahii.n jaatii
Jalal Lakhnavi
Ghazal
havas-e-sair-e-gulistaa.n ne qafas dikhlaayaa
ab asiiro na kabhii qasd-e-gulistaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Marsiya
haa.n majlisiyaa.n roza-e-jannat kii bashaarat
ho mahv-e-tahaarat hai agar qasd-e-ziyaarat
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
ab tujh se kyaa gila ho ke ik 'umr ho ga.ii
ham ko bhii qasd-e-kuucha-e-jaanaa.n kiye hu.e