SEARCH RESULTS
Showing search results for "qazzaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qazzaaq"
Nazm
jis roz qaza aaegi
kis tarah aa.egii jis roz qazaa aa.egii
shaayad is tarah ki jis taur kabhii avval-e-shab
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tasma-kash taraaz o Gaarat-gar taaraaj-saaz
kaafir yaGmaa.ii o qazzaaq rahzan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qazzaaq"
Ghazal
mataa-e-dil ke luTne kaa gila kis se kare.n jaa kar
ko.ii qazzaaq hii jab qaafila-saalaar ho jaa.e
Suhaib Farooqui
Mazahiya
kuchh jel se qazzaaq bhii aazaad kiye hai.n
viiraan makaa.n shahr bhii barbaad kiye hai.n
Harfan Lakhnavi
Ghazal
naqaab o.Dh ke aa.e the raat ke qazzaaq
pighaltii shaam se sab dhuup kaa KHazaana gayaa
Wazir Agha
Ghazal
na faisla tumhaaraa hai na faisla hamaaraa hai
ye vaqt ke qazzaaq ne chhupaa ke tiir maaraa hai
Ahmad Sajjad Babar
Ghazal
Rafiuddin Raz
Nazm
alf-e-laila ki aaKHiri subh
vilaayato.n ke faristaad-gaan-e-ishq to kyaa
kanaar-e-bahr pe qazzaaq bhii nahii.n ko.ii
Aziz Qaisi
Ghazal
vaqt kaa rahbar-numaa qazzaaq thaa har aa.ina
sach hai vo 'kaifii' tumhaare shahar kaa aamil na thaa
Mahfooz Kaifi
Nazm
sarae
larazte kaa.npte kamzor buu.Dhe suuraj kaa
lahuu bahaa chukaa qazzaaq-e-aafriida-e-shab
Hosh Jaunpuri
Nazm
adab ke nam pe
maziid ye ki ye qazzaaq-e-shahr-e-ilm-o-adab
samajh rahe hai.n ki un ko adab me.n naam milaa
Tazeen Raaz
Ghazal
maKHluuq the pe KHaaliq-o-KHallaaq ho ga.e
bhuuko.n ko yuu.n milaa hai ki razzaaq ho ga.e
Syed Yunus Ejaz
Ghazal
ai gul-e-barbaad vo qazzaaq mausam jab milaa
chhiin kar vaapas tirii zebaa.ishe.n le aa.e.nge




