SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa-e-daar-o-rasan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qissa-e-daar-o-rasan"
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Sher
mansuur ne na zulf ke kuuche kii raah lii
naahaq pha.nsaa vo qissa-e-daar-o-rasan ke biich
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kuchh aur qissa-e-daar-o-rasan sunaa vaa.iz
ki is KHayaal se taskiin paa rahaa huu.n mai.n
Muhammad Ayyub Zauqi
PAGE MATCHES FOR "qissa-e-daar-o-rasan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qissa-e-daar-o-rasan"
Ghazal
ba-shakl-e-qissa-e-daar-o-rasan na ho mash.huur
vo ik fasaana-e-Gam tum ne jo sunaa bhii nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
hame.n bhii qissa-e-daar-o-rasan se nisbat hai
faqiih-e-shahr se kah do nazar milaa ke chale
Ameen Rahat Chugtai
Mazahiya
Zareef Jabalpuri
Ghazal
haqq-o-baatil kaa 'asar' miTne lagaa jab imtiyaaz
taaza hogaa qissa-e-daar-o-rasan samjhaa thaa mai.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
vaz' kar ke aastaan-e-yaar par marne ke Dhang
qissa-e-daar-o-rasan ko be-maza mai.n ne kiyaa
Ghulam Mustafa Faraz
Mazahiya
Ameerul Islam Hashmi
Ghazal
Ehsan Darbhangavi
Nazm
aaj-kal
harf-e-haq dil se zabaa.n tak laa rahaa huu.n aaj-kal
qissa-e-daar-o-rasan dohraa rahaa huu.n aaj-kal