SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa-e-daar-o-rasan"
Ghazal MATCHES FOR "qissa-e-daar-o-rasan"
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kuchh aur qissa-e-daar-o-rasan sunaa vaa.iz
ki is KHayaal se taskiin paa rahaa huu.n mai.n
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
Qaisar Siddiqi
Ghazal
ba-shakl-e-qissa-e-daar-o-rasan na ho mash.huur
vo ik fasaana-e-Gam tum ne jo sunaa bhii nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
hame.n bhii qissa-e-daar-o-rasan se nisbat hai
faqiih-e-shahr se kah do nazar milaa ke chale
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
haqq-o-baatil kaa 'asar' miTne lagaa jab imtiyaaz
taaza hogaa qissa-e-daar-o-rasan samjhaa thaa mai.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
vaz' kar ke aastaan-e-yaar par marne ke Dhang
qissa-e-daar-o-rasan ko be-maza mai.n ne kiyaa
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
qissa-e-daar-o-rasan hii sahii kuchh baat karo
kisii unvaa.n se to zikr-e-qad-o-gesuu nikle
Hosh Tirmizi
Ghazal
qissa-e-daar-o-rasan yaa qissa-e-gesuu-o-qad
kuchh to chhe.Do vaqt bhii hai rang par mahfil bhii hai
Rahi Shahabi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
shariik-e-mahfil-e-daar-o-rasan kuchh aur bhii hai.n
sitamgaro abhii ahl-e-kafan kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
rivaayaat-e-daar-o-rasan chho.D aa.e
ham ik ishq kaa baa.nkpan chho.D aa.e
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
aatii nahii.n hai manzil-e-daar-o-rasan abhii
phir bhii chalaa huu.n baa.ndh ke sar se kafan abhii
Musavvir Karanjavi
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
mai.n raah-e-daar-o-rasan se guzar gayaa kaise
qubuul maslak-e-mansuur kar gayaa kaise
Firdaus Gayavi
Ghazal
qissa-e-daar-o-rasan KHatm na farmaa.e.n huzuur
kuchh abhii haq ke parastaar nazar aate hai.n
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
rag rag me.n jaise barq-e-tapaa.n dau.Dne lagii
ko.ii kashish to qissa-e-daar-o-rasan me.n hai
Shauq Mahri
Ghazal
har taraf se imtihaa.n-gaah-e-vafaa me.n jaa.uu.ngaa
qissa-e-daar-o-rasan kaa marhala to ek hai