SEARCH RESULTS
Showing search results for "raKHt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raKHt"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
raKHt-e-dil baa.ndh lo dil-figaaro chalo
phir hamii.n qatl ho aa.e.n yaaro chalo
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "raKHt"
Marsiya
baitushsharf me.n aa.e jo shabbiir-e-naam-daar
kurte ko mu.nh pe rakh ke lage rone zaar-zaar
Meer Anees
Ghazal
kyaa chal sake.nge jin kaa faqat mas.ala ye hai
jaane se pahle raKHt-e-safar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Sher
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ye ajab saa.at-e-ruKHsat hai ki Dar lagtaa hai
shahr kaa shahr mujhe raKHt-e-safar lagtaa hai
Abbas Tabish
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
raKHt-e-hastii KHaak-e-Gam kii sho.ala-afshaanii se hai
sard ye aag is latiif ehsaas ke paanii se hai