SEARCH RESULTS
Showing search results for "raKHt"
Nazm MATCHES FOR "raKHt"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
raKHt-e-dil baa.ndh lo dil-figaaro chalo
phir hamii.n qatl ho aa.e.n yaaro chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
raKHt-e-hastii KHaak-e-Gam kii sho.ala-afshaanii se hai
sard ye aag is latiif ehsaas ke paanii se hai
Allama Iqbal
Nazm
aaj ki raat
shabnamistaan-e-tajallii kaa fusuu.n kyaa kahiye
chaa.nd ne phe.nk diyaa raKHt-e-safar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
nashat-e-umid
va.ade vafaa kartii hai go chand tuu
rakhtii hai har ek ko KHursand tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
ishq aur maut
u.Daatii huu.n mai.n raKHt-e-hastii ke purze
bujhaatii huu.n mai.n zindagii kaa sharaaraa
Allama Iqbal
Nazm
kyun
vaadii-e-marg me.n jiine kaa hunar aataa thaa
muddato.n pahle bhii jab raKHt-e-safar baa.ndhaa thaa
Ada Jafarey
Nazm
aap-biti
be-kasii raKHt-e-safar ban kar mire saath chalii
yaad aa.ii thii mujhe gaa.nv kii ek ek galii
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ai hijr-zada shab
phir le ke chalii hai.n vahii be-raKHt havaa.e.n
usii jaaduu ke nagar ko
Amjad Islam Amjad
Nazm
junun-zat
apne haatho.n ko yatiimo.n ke saro.n par rakh de.n
apnii aa.nkho.n ko bichaaro.n ke havaale kar de.n