SEARCH RESULTS
Showing search results for "raKHt"
Ghazal MATCHES FOR "raKHt"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
kyaa chal sake.nge jin kaa faqat mas.ala ye hai
jaane se pahle raKHt-e-safar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ye ajab saa.at-e-ruKHsat hai ki Dar lagtaa hai
shahr kaa shahr mujhe raKHt-e-safar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dasht-e-hastii me.n shab-e-Gam kii sahar karne ko
hijr vaalo.n ne liyaa raKHt-e-safar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
a.ndherii raato.n ke tanhaa musaafiro.n ke liye
diyaa jalaataa hu.aa ko.ii saaz-o-raKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
sitaara-e-saharii kaa bharosa mat kiijo
na.e safar me.n ye raKHt-e-safar puraanaa hu.aa
Saleem Kausar
Ghazal
kabhii safar kabhii raKHt-e-safar ga.nvaataa hai
phir is ke baad ko.ii raasta banaataa hai
Saleem Kausar
Ghazal
dete ho dastake.n yahaa.n sar pho.Dte ho vaa.n
kuchh farq to ravaa rakho diivaar-o-dar ke biich
Shahid Zaki
Ghazal
raKHt-e-safar yuu.nhii to na bekaar le chalo
rasta hai dhuup kaa ko.ii diivaar le chalo
Adeem Hashmi
Ghazal
ba.ndh rahaa hai ai 'razaa' raKHt-e-safar
ho rahii hai.n kuuch kii tayyaariyaa.n
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
raKHt-e-safar me.n kiijiye meraa shumaar bhii
shaamil mai.n apnii be-sar-o-saamaaniyo.n me.n huu.n