SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-hayaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raah-e-hayaat"
Sher
rah-e-hayaat chamak uTThe kahkashaa.n kii tarah
agar charaaG-e-mohabbat ko.ii jalaa ke chale
Salam Sandelvi
Ghazal
maanaa rah-e-hayaat me.n tanhaa hayaat hai
mahsuus ho rahaa hai ko.ii saath saath hai
Daud Nishat
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
jaulaan-e-gah-e-hayaat
जौलान-ए-गह-ए-हयातجَولانِ گَہہِ حَیات
place where life exists, i.e. the world, sphere of activity, field of conflict
haajat-e-mashshaata niist ruu-e-dil aaraam raa
हाजत-ए-मश्शाता नीस्त रू-ए-दिल आराम राحاجَتِ مَشّاطَہ نِیسْت رُوئے دِل آرام را
beauty needs no ornaments
MORE MATCHES FOR "raah-e-hayaat"
Sher
rah-e-hayaat me.n shaayad hii vo maqaam aa.e
ki naGma-haa-e-junuu.n par sukuut taarii ho
Anwar Kaifi
Sher
rah-e-hayaat kaa mai.n aisaa ik musaafir thaa
ki jaise shahr kii sa.Dko.n se bus kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
rah-e-hayaat me.n jo tajraba kamaayaa hai
vahii har ek masaa.il me.n kaam aaya hai
Haresh Vanza
Ghazal
raah-e-hayaat garche hai dushvaar-tar chalo
har ik qadam banaate na.ii rah-guzar chalo
Abrar Naghmi
Sher
rah-e-hayaat me.n laakho.n the ham-safar 'ejaaz'
kisii ko yaad rakhaa aur kisii ko bhuul ga.e
Ejaaz Ahamd
Ghazal
rah-e-hayaat ko aasaa.n banaa sako to chalo
hamaaraa saath agar tum nibhaa sako to chalo
Qaisar Siddiqi
Ghazal
rah-e-hayaat me.n ko.ii charaaG hii na milaa
kisii dimaaG se apnaa dimaaG hii na milaa
Karrar Noori
Ghazal
rah-e-hayaat me.n aisaa bhii haal hotaa hai
KHushii kisii ko kisii ko malaal hotaa hai