SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-hayaat"
Nazm MATCHES FOR "raah-e-hayaat"
Nazm
saughat
mai.n to hairaan huu.n kis tarah kaTe raah-e-hayaat
ik nayaa mo.D bahar-gaam ubhar aataa hai
Daud Ghazi
Nazm
sada-kar
vo shanshah ho ki daryuuza-gar-e-raah-e-hayaat
apne kirdaar ke ausaaf liye
Mohsin Ehsan
Nazm
chhabbis january
saamaan-e-jang saath hii laate hai.n raah me.n
kartab bahaadurii ke dikhaate hai.n raah me.n
Masooda Hayat
Nazm
mataa-e-sher
ridaa-e-shab ko sameTe kiran tamanna kii
rah-e-hayaat se zulmat kaa kaarvaa.n haT jaa.e
Muslim Shameem
Nazm
la-makan
rah-e-hayaat me.n har lamha mahv-e-ja.ng hai vo
tamaam jism basaa hai mahak se gaare kii
Anwar Abbas
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
shoala-e-hina
rah-e-hayaat ke saathii tiraa sahaaraa hai
mirii vafaa mirii jur.at kii aabruu rakhnaa
Qaisarul Jafri
Nazm
apni walida ki yaad mein
tamiiz kaise karuu.n rahzan-o-rafiiq me.n ab
rah-e-hayaat kaa vo rahnumaa nahii.n miltaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
aa ja
saKHt hamvaar hai yaksaa.n hai mirii raah-e-hayaat
ko.ii sahraa ko.ii viiraana dikhaane aa jaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
bahut hai ek nazar
rah-e-hayaat me.n diivaangii kii manzil par
sambhal sambhal dil-e-naadaa.n chale to kyaa kam hai!
Baqar Mehdi
Nazm
ruh-e-iqbaal se
terii nazar me.n hai tamaam raaz-e-hayaat qaum kaa
tere nafas se murta.ish raaz-e-hayaat qaum kaa
Jauhar Nizami
Nazm
kahan hai aa ja
dam-shikasta saa nazar aane lagaa saaz-e-hayaat
ab ko.ii dam me.n hu.aa jaataa hai vaa raaz-e-hayaat