SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-hayaat"
Ghazal MATCHES FOR "raah-e-hayaat"
Ghazal
maanaa rah-e-hayaat me.n tanhaa hayaat hai
mahsuus ho rahaa hai ko.ii saath saath hai
Daud Nishat
Ghazal
rah-e-hayaat me.n chaahat ko zindagaanii likh
fasaane chho.D ke sachchii sii ik kahaanii likh
Basit Jaleeli
Ghazal
rah-e-hayaat me.n jo log jaavedaa.n nikle
vahii vafaa-o-mohabbat ke tarjumaa.n nikle
Adeel Zaidi
Ghazal
raah-e-hayaat garche hai dushvaar-tar chalo
har ik qadam banaate na.ii rah-guzar chalo
Abrar Naghmi
Ghazal
rah-e-hayaat ko aasaa.n banaa sako to chalo
hamaaraa saath agar tum nibhaa sako to chalo
Qaisar Siddiqi
Ghazal
rah-e-hayaat me.n ko.ii charaaG hii na milaa
kisii dimaaG se apnaa dimaaG hii na milaa
Karrar Noori
Ghazal
rah-e-hayaat me.n aisaa bhii haal hotaa hai
KHushii kisii ko kisii ko malaal hotaa hai
Samar Ghazipuri
Ghazal
rah-e-hayaat kii kho.ii hu.ii sadaa ban jaa.e
hujuum-e-Gam me.n ko.ii ho jo aasraa ban jaa.e
Noman Anwar
Ghazal
rah-e-hayaat me.n bas vo qadam ba.Dhaa ke chale
diye lahuu ke sar-e-raah jo jalaa ke chale
Saghar Khayyami
Ghazal
dil ko rah-e-hayaat me.n uljhaa rahaa huu.n mai.n
kaise bhii apne-aap ko bahlaa rahaa huu.n mai.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
raah-e-hayaat me.n dil-e-viiraa.n duhaa.ii de
dushman ko bhii KHudaa na Gam-e-aashnaa.ii de
Saba Naqvi
Ghazal
rah-e-hayaat me.n vo bhii maqaam aa.egaa
yagaana kaam na begaana kaam aa.egaa
Laxmi Narayan Farigh
Ghazal
tujh bin rah-e-hayaat me.n lutf-e-safar kahaa.n
taskiin-e-qalb-o-ruuh sukuun-e-jigar kahaa.n
Rohit Soni Tabish
Ghazal
Maqsood Nashtari
Ghazal
rah-e-hayaat me.n aise maqaam bhii nikle
jahaa.n bhaTakte hu.e sub.h-o-shaam bhii nikle
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
kahii.n to paa-e-safar ko raah-e-hayaat kam thii
qadam ba.Dhaayaa to sair ko kaa.enaat kam thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kaa.nTe bichhe.n ki phuul khile.n
ye shart hai tirii jaanib vo raasta jaa.e