SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-ulfat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raah-e-ulfat"
Ghazal
raah-e-ulfat me.n maqaamaat puraane aa.e
tum na aa.e to mujhe yaad fasaane aa.e
Govind Gulshan
Ghazal
raah-e-ulfat se pareshaan kidhar jaataa hai
apnii manzil se bhii anjaan kidhar jaataa hai
Meena Bhatt
Ghazal
miTaa chukaa rah-e-ulfat me.n zindagaanii ko
zamaana ab to sunegaa mirii kahaanii ko
Noor Indori
Ghazal
nikal pa.Daa huu.n mai.n bekaar raah-e-ulfat me.n
mujhe pukaarte hai.n KHaar raah-e-ulfat me.n
Yashvardhan Mishra
BOOKS MATCHES FOR "raah-e-ulfat"
MORE MATCHES FOR "raah-e-ulfat"
Ghazal
raah-e-ulfat me.n nikal aa.egaa haasil ko.ii
KHatm manzil na ho aisii nahii.n manzil ko.ii
Bismil Allahabadi
Sher
raah-e-ulfat me.n mulaaqaat hu.ii kis kis se
dasht me.n qais milaa koh me.n farhaad mujhe
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
raah-e-ulfat me.n mile aise bhii diivaane mujhe
jo ma.aal-e-dostii aa.e the samjhaane mujhe
Ali Jawad Zaidi
Nazm
nakaam ishq
raah-e-ulfat pe chal ke dekho to
apne Gam se nikal ke dekho to
Faisal Qadri Gunnauri
Nazm
ek taswir
raah-e-ulfat kii rivaayaat-e-kuhan zinda hai.n
sar-ba-kaf ahl-e-vafaa bahr-e-tamaashaa guzre
Muslim Shameem
Ghazal
raah-e-ulfat me.n rakhe jab the qadam yaad hai kuchh
baaz aa.e the kabhii aap na ham yaad hai kuchh
Mukhtar Ansari
Nazm
ek taswir
raah-e-ulfat kii rivaayaat-e-kuhan zinda hai.n
sar-ba-kaf ahl-e-vafaa bahr-e-tamaasha guzre
Muslim Shameem
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
raah-e-ulfat me.n kahii.n aise jiyaa jaataa hai
zaKHm-e-dil zaKHm-e-jigar aap siyaa jaataa hai