SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raaz-e-ishq"
Sher
Mirza Ghalib
Sher
poshiida raaz-e-ishq chalaa jaa.e thaa sau aaj
be-taaqatii ne dil kii vo parda uThaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
Shauq Qidvai
MORE MATCHES FOR "raaz-e-ishq"
Sher
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Sher
paas-e-adab se chhup naa sakaa raaz-e-husn-o-‘ishq
jis jaa tumhaaraa naam sunaa sar jhukaa diyaa
Jigar Moradabadi
Sher
dil kaun hai ki us se kahe.n raaz-e-ishq ham
tere KHayaal se bhii na ham guftuguu kare.n
Abdul Ghafoor Nassakh
Sher
Asghar Gondvi
Ghazal
raaz-o-niyaaz-e-ishq ke qaabil banaa diyaa
un kii nazar ne dil ko mire dil banaa diyaa
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
mai.n raaz-e-Gam-e-ishq se begaana nahii.n huu.n
diivaana mujhe kahte hai.n diivaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
ai 'raaz' dard-e-ishq ko dil me.n basaa.e.nge
kuchh apnii zindagii me.n izaafa kare.nge ham
Basheeruddin Raaz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rah-e-hayaat kaa mai.n aisaa ik musaafir thaa
ki jaise shahr kii sa.Dko.n se bus kaa rishta thaa