SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "raaz-e-ishq"
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
raaz-o-niyaaz-e-ishq ke qaabil banaa diyaa
un kii nazar ne dil ko mire dil banaa diyaa
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
mai.n raaz-e-Gam-e-ishq se begaana nahii.n huu.n
diivaana mujhe kahte hai.n diivaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
ai 'raaz' dard-e-ishq ko dil me.n basaa.e.nge
kuchh apnii zindagii me.n izaafa kare.nge ham
Basheeruddin Raaz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rah-e-hayaat kaa mai.n aisaa ik musaafir thaa
ki jaise shahr kii sa.Dko.n se bus kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
Saqib Kanpuri
Ghazal
gir pa.Dtaa huu.n aksar mai.n rah-e-ishq me.n jis jaa
ik marhala hotaa hai vo manzil nahii.n hotii
Raz Chandpuri
Ghazal
Raz Chandpuri
Ghazal
nigaah-e-ishq me.n taabindagii nahii.n miltii
charaaG-e-husn se ab raushnii nahii.n miltii
Raz Chandpuri
Ghazal
duniyaa ko de rahaa huu.n sabaq husn-o-ishq kaa
ifshaa har ek raaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Raz Chandpuri
Ghazal
ifshaa-e-raaz-e-ishq na ho KHauf hai yahii
chhuptii nahii.n hai aa.nkh mohabbat bharii hu.ii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
ko.ii poshiida nahii.n raaz-e-mohabbat lekin
'raaz' hamraaz ko samjhaane chale aate hai.n
Basheeruddin Raaz
Ghazal
kaise kahuu.n ki lauT ke aa jaa.egii ai 'raaz'
vo zindagii jo pyaar se pahle guzar ga.ii