SEARCH RESULTS
Showing search results for "rabt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rabt"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab ham hai.n aur saare zamaane kii dushmanii
us se zaraa saa rabt ba.Dhaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "rabt"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rabt"
Sher
hogaa kisii diivaar ke saa.e me.n pa.Daa 'miir'
kyaa rabt mohabbat se us aaraam-talab ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
baahamii rabt me.n ranjish bhii mazaa detii hai
bas mohabbat hii mohabbat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Nazm
farar
kitnii be-rabt tamannaa.o.n ke mub.ham KHaake
apne KHvaabo.n me.n basaa.e the kisii kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yaa rab is iKHtilaat kaa anjaam ho ba-KHair
thaa us ko ham se rabt magar is qadar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki itnaa hii rabt rah jaa.e
vo yaad aa.e magar bhuulnaa muhaal na ho





