SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahe.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rahe.n"
Nazm
raqib se!
aashnaa hai.n tire qadmo.n se vo raahe.n jin par
us kii mad.hosh javaanii ne inaayat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kisii ke vaaste raahe.n kahaa.n badaltii hai.n
tum apne aap ko KHud hii badal sako to chalo
Nida Fazli
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rahe.n"
Ghazal
TuuTii hai merii nii.nd magar tum ko is se kyaa
bajte rahe.n havaa.o.n se dar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
bhale dino.n kaa bharosaa hii kyaa rahe.n na rahe.n
so mai.n ne rishta-e-Gam ko bahaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
surKH phuulo.n se mahak uThtii hai.n dil kii raahe.n
din Dhale yuu.n tirii aavaaz bulaatii hai hame.n
Shahryar
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo kaa.nTe huu.n sab apne daaman me.n rakh luu.n
sajaa.uu.n mai.n kaliyo.n se raahe.n tumhaarii
Tahir Faraz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
raat ke baa'd sahar hogii magar kis ke liye
ham hii shaayad na rahe.n raat ke Dhalte Dhalte


