SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahiin-e-ta.aziir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rahiin-e-ta.aziir"
Nazm
tawaif
meraa iimaa.n nahii.n ulfat ho rahiin-e-ta.aziir
meraa armaa.n nahii.n mar jaa.e Gariibo.n kaa zamiir
Izhaar Malihabadi
Ghazal
Ibn-e-Raza
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rahiin-e-ta.aziir"
Nazm
madh
hurriyat-e-aadam kii rah-e-saKHt ke rah-giir
KHaatir me.n nahii.n laate KHayaal-e-dam-e-ta.aziir
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo baaGbaa.n bhii ko.ii baaGbaa.n hai jis kii hayaat
rahiin-e-minnat-e-fasl-e-bahaar guzrii he
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
savaal puuchhne vaalo tumhe.n bhii aaKHir-e-kaar
rahiin-e-minnat-e-baar-e-javaab honaa hai
Ghayas Mateen
Ghazal
panaah lenii pa.Dii thii mujhe bhii saa.e me.n
rahiin-e-minnat-e-diivaar-e-yaar mai.n bhii thaa
Asif Jamal
Ghazal
pa.Dii thii kisht-e-tamannaa jo KHushk muddat se
rahiin-e-minnat-e-chashm-e-pur-aab ho ke rahii
Jaleel Manikpuri
Sher
go mai.n rahaa rahiin-e-sitam-haa-e-rozgaar
lekin tire KHayaal se Gaafil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-tabaah! ye aasaar hai.n qayaamat ke
rahiin-e-gardish-e-lail-o-nahaar vo bhii hai.n
Ahmad Rahi
Ghazal
bas-ki hai 'siimaab' be-mehrii yagaano.n kaa shi.aar
hai.n rahiin-e-iltifaat-e-KHaatir-e-begaana ham
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ham bhii shariik-e-qaafila-e-shauq the magar
ham hii rahiin-e-minnat-e-dast-e-sila rahe
Zaheeruddin Qureshi
Ghazal
jo muddato.n me.n kisii shoKH kaa shabaab aayaa
rahiin-e-daaman-o-minnat-kash-e-hijaab aayaa