SEARCH RESULTS
Showing search results for "ranjish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ranjish"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mehrbaanii ko mohabbat nahii.n kahte ai dost
aah ab mujh se tirii ranjish-e-bejaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shakeel Badayuni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ranjish"
Ghazal
baahamii rabt me.n ranjish bhii mazaa detii hai
bas mohabbat hii mohabbat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
har-chand ki har roz kii ranjish hai qayaamat
ham ko.ii din us ko bhii magar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-KHaatir
KHaak me.n ushshaaq kii Gubaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
parda-e-aazurdagii me.n thii vo jaan-e-iltifaat
jis adaa ko ranjish-e-bejaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sudarshan Faakir
Ghazal
nahii.n aisaa bhii ki ik umr kii qurbat ke nashe
ek do roz kii ranjish se Thikaane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis ne kahaa thaa TuuTii hu.ii naav me.n chalo
dariyaa ke saath aap kii ranjish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
aap kii ranjish-e-bejaa hii bahut hai mujh ko
dil pe har taaza musiibat nahii.n dekhii jaatii