SEARCH RESULTS
Showing search results for "rezagar aslam rahi ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rezagar aslam rahi ebooks"
Qita
aalaam-e-rozgaar kii yuurish ke vaar ko
ik jaam-e-arGavaa.n se musaKHKHar kiyaa karo
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
kaaTii hai umr sub.h-e-tamannaa ke KHvaab me.n
raate.n basar hu.ii hai.n magar iztiraab me.n
Kamal Lakhnavi
Ghazal
aalaam-e-rozgaar kaa mu.nh zard ho gayaa
har zaKHm kaa ilaaj tiraa dard ho gayaa
Muzaffar Hanfi
MORE MATCHES FOR "rezagar aslam rahi ebooks"
Ghazal
har-chand husn-saaz huu.n paikar-taraash huu.n
lekin KHad aa.ine kii tarah paash paash huu.n
Wahid Premi
Ghazal
ko.ii savaal na ko.ii javaab dil me.n hai
bas ek dard-o-alam kaa sahaab dil me.n hai
Khursheed Rizvi
Ghazal
kahne ko ho chukaa huu.n mai.n faariG-ba-rozgaar
aalaam-e-rozgaar se mumkin nahii.n faraar
Abdussalam Asim
Ghazal
shiiraaza-e-hayaat kii har shai bikhar ga.ii
kyaa ho gayaa vafaa ko mohabbat kidhar ga.ii
Abdur Rauf Shahid Ansari
Ghazal
kaavish-e-rozgaar ne umr-e-ravaa.n ko khaa liyaa
dasht-e-sukuut ne mire zamzama-KHvaa.n ko khaa liyaa
Tasneem Abidi
Nazm
bahaar ban ke chali aa ki ja rahi hai bahaar
faroG-e-maah se kyaa jagmagaa rahii hai bahaar
gulo.n me.n nuur kii sham.e.n jalaa rahii hai bahaar
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
ta.alluqaat kii garmii na e'tibaar kii dhuup
jhulas rahii hai zamaane ko intishaar kii dhuup
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
Mahshar Inayati
Ghazal
baKHshii hai kaif-e-ishq ne vo be-KHudii mujhe
mai.n zindagii ko bhuul gayaa zindagii mujhe
Aziz Warsi
Ghazal
kyaa kyaa biga.D rahe hai.n vo ban ban ke bazm me.n
aashob-e-rozgaar hai aalam itaab kaa