SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta-e-benaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rishta-e-benaam"
Ghazal
vo ek rishta-e-benaam bhii nahii.n lekin
mai.n ab bhii us ke ishaaro.n pe sar jhukaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
laakh mai.n tujhe bhuuluu.n laakh tuu mujhe bhuule
ek rishta-e-benaam apne darmiyaa.n bhii hai
Mahmood Shaam
Ghazal
ab ek rishta-e-benaam se use puujuu.n
ki por-por vo patthar mujhe banaa hii gayaa
Ishrat Afreen
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
na TuuT jaa.e ki naazuk hai rishta-e-anfaas
tanaab-e-KHema-e-hastii sambhaal kar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rishta-e-benaam"
Ghazal
kaash be-rabt KHayaalo.n ko bhii de paa.uu.n zabaa.n
rishta-e-lafz kahii.n TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ik rishta ehtiyaaj kaa sau ruup me.n milaa
so ham bhii ab ba-tarz-e-talab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Sher
gar aap pahle rishta-e-ulfat na to.Dte
mar miT ke ham bhii KHair nibhaate kisii tarah
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ziist vo kyaa hai jo mauhuum sii ummiid liye
maut kii raah se benaam-o-nishaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
na jaane kaunsaa rishta hai ye tabaahii kaa
ki haadsaat palaT kar hamaare ghar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ishq kartaa hai to kar aur nigaaho.n ko buland
rishta-e-rah-guzar-o-baam me.n kyaa rakkhaa hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
lo aaj ham ne to.D diyaa rishta-e-umiid
lo ab kabhii gila na kare.nge kisii se ham