SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishvat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rishvat"
Ghazal
daftar-e-'ishq kaa sarkaarii mulaazim huu.n mai.n
lauT jaa.uu.ngaa tirii diid kii rishvat le kar
Yasir Khan Inam
Qita
ye baahamii kashish kaa karishma hai dosto
rishvat hame.n aziiz hai rishvat ko ham aziiz
Anwar Masood
Short story
Saadat Hasan Manto
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rishvat"
Qita
pairo-kaarii chaapluusii kaale dhan kaa zor hai
ko.ii rishvat-KHor hai to ko.ii aadam-KHor hai
Pagal Adilabadi
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
haakim hai.n aise desh kaa qaanuun to.D de.n
rishvat mile to qatl ke mujrim bhii chho.D de.n
Shamsii Meenai
Mazahiya
Zafar Kamali
Nazm
jashn-e-azadi
kaam jo rishvat se ban jaa.e banaanaa chaahiye
chor-baazaarii me.n kaalaa dhan kamaanaa chaahiye
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
qatl kaa mujrim rishvat de kar chhuuT gayaa
qismat dekho mere sar ilzaam hu.aa
Amit Sharma Meet
Mazahiya
baKHshiish kii suurat unhe.n dete raho rishvat
sarkaar ke daftar me.n masaakiin bahut hai.n
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
hirs-o-havas kaa daur hai majbuur hai.n avaam
rishvat adaa.egii kaa gunahgaar mai.n bhii huu.n
Nayyar Qureshi Gangohi
Mazahiya
rishvat bhii yahaa.n ek maraz hai muta.addii
apnaa to yahii pesha hai aabaa.ii-o-jaddii
Dilawar Figar
Mazahiya
'aalam ye daftaro.n kaa hai yaaraan-e-tez-gaam
phailaa har ek gaam hai rishvat kaa ek daam











