SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishvat"
Ghazal MATCHES FOR "rishvat"
Ghazal
daftar-e-ishq kaa sarkaarii mulaazim huu.n mai.n
lauT jaa.uu.ngaa tirii diid kii rishvat le kar
Yasir Khan Inam
Ghazal
qatl kaa mujrim rishvat de kar chhuuT gayaa
qismat dekho mere sar ilzaam hu.aa
Amit Sharma Meet
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
hirs-o-havas kaa daur hai majbuur hai.n avaam
rishvat adaa.egii kaa gunahgaar mai.n bhii huu.n
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
Imran Saghar
Ghazal
qaazii KHabar le mai ko bhii likkhaa hai vaa.n mubaah
rishvat kaa hai javaaz tirii jis kitaab me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Nawab Ahsan
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
rishvat ko haq samajh kar bharte hai.n jeb apnii
har tarah kar rahe hai.n saamaan behtarii ke
Nasreen Naqqash
Ghazal
KHush-numaa lafzo.n kii rishvat de ke raazii kiijiye
ruuh kii tauhiin par aamaada rahtaa hai badan
Saleem Ahmed
Ghazal
ye fazl-e-rabbii hai rishvat na boliye is ko
to aise maal kaa khaanaa haraam tho.Dii hai
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
rishvat ke dam-qadam se salaamat hai zindagii
dil khol kar tamaam hii KHushiyaa.n manaa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
himmat-afzaa.ii na jab ummaal-e-ma.amuulii ne kii
pahu.nchii rishvat afsaraan-e-darja-e-avval ke paas