SEARCH RESULTS
Showing search results for "rufaqaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rufaqaa"
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Nazm
kursi
har ek mez se aage nikal ga.ii kursii
badal ga.e rufaqaa jab badal ga.ii kursii
Khalid Irfan
Ghazal
dekho mujhe dekhaa na karo niichii nazar se
kyo.n karte ho rusvaa mujhe bazm-e-rufaqaa me.n
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
tiir pahluu me.n nahii.n ai rufaqaa-e-parvaaz
taa.ir-e-jaan ke ye par hai.n baraa.e parvaaz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rufaqaa"
Ghazal
ek tum saath nahii.n ho to ko.ii saath nahii.n
ham akele hai.n bahut se rufaqaa ke hote
Anwar Shuoor
Ghazal
Abdus Sami Siddiqui Naeem
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
chashm-e-aqvaam ye nazzaara abad tak dekhe
rif.at-e-shaan-e-rafaanaa-lakaa-zikrak dekhe
Allama Iqbal
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
vo kyaa gayaa ki rifaaqat ke saare lutf ga.e
mai.n kis se ruuTh sakuu.ngii kise manaa.uu.ngii




