SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqii-e-kam-zarf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaqii-e-kam-zarf"
Ghazal
jo apnii nazar tishna-labo.n par nahii.n rakhtaa
us saaqii-e-kam-zarf ko mahfil se uThaa do
Bashir Farooq
Ghazal
labrez kar is daur me.n ai saaqii-e-kam-zarf
mat rakh mai-e-gulguu.n se tahii jaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
ai saaqii-e-KHush-kaam tiraa naam bahut hai
mad.hosh banaane ko yahii jaam bahut hai
Rishi Patialvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saaqii-e-kam-zarf"
Ghazal
ik uchaTtii sii nazar ek tabassum kii kiran
dil-e-kam-zarf vafaa.o.n kaa silaa maa.nge hai
Mumtaz Mirza
Ghazal
us se la.D kar is ko sataane kaa man hai
vaqt pe ai kam-zarf iraade aa jaanaa
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
zindagii itnii Ganiimat to nahii.n jis ke liye
ahd-e-kam-zarf kii har baat gavaara kar le.n
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
zindagii itnii Ganiimat to nahii.n jis ke liye
ahd-e-kam-zarf kii har baat gavaara kar le.n
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
ahd-e-kam-zarf me.n tuu KHvaab liye phirtaa hai
pe.D aise me.n samar-baar kahaa.n hote hai.n
Noman Badr
Ghazal
pii kar na zabt vaa.iz-e-kam-zarf se hu.aa
kyaa apne saath mai kii bhii miTTii KHaraab kii
Waseem Khairabadi
Ghazal
kyo.n na haakim ko kaTe haath kaa tohfa bhejuu.n
ahd-e-kam-zarf hai fankaar pa.De hai.n ghar me.n
Adnan Naseer
Ghazal
phir bai'at-e-kam-zarf mohabbat se hai matluub
sajne ko hai phir ek na.ii karb-o-balaa dekh