SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqii-e-kam-zarf"
Ghazal MATCHES FOR "saaqii-e-kam-zarf"
Ghazal
jo apnii nazar tishna-labo.n par nahii.n rakhtaa
us saaqii-e-kam-zarf ko mahfil se uThaa do
Bashir Farooq
Ghazal
labrez kar is daur me.n ai saaqii-e-kam-zarf
mat rakh mai-e-gulguu.n se tahii jaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
ai saaqii-e-KHush-kaam tiraa naam bahut hai
mad.hosh banaane ko yahii jaam bahut hai
Rishi Patialvi
Ghazal
ik uchaTtii sii nazar ek tabassum kii kiran
dil-e-kam-zarf vafaa.o.n kaa silaa maa.nge hai
Mumtaz Mirza
Ghazal
us se la.D kar is ko sataane kaa man hai
vaqt pe ai kam-zarf iraade aa jaanaa
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
zindagii itnii Ganiimat to nahii.n jis ke liye
ahd-e-kam-zarf kii har baat gavaara kar le.n
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
zindagii itnii Ganiimat to nahii.n jis ke liye
ahd-e-kam-zarf kii har baat gavaara kar le.n
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
ahd-e-kam-zarf me.n tuu KHvaab liye phirtaa hai
pe.D aise me.n samar-baar kahaa.n hote hai.n
Noman Badr
Ghazal
pii kar na zabt vaa.iz-e-kam-zarf se hu.aa
kyaa apne saath mai kii bhii miTTii KHaraab kii
Waseem Khairabadi
Ghazal
kyo.n na haakim ko kaTe haath kaa tohfa bhejuu.n
ahd-e-kam-zarf hai fankaar pa.De hai.n ghar me.n
Adnan Naseer
Ghazal
phir bai'at-e-kam-zarf mohabbat se hai matluub
sajne ko hai phir ek na.ii karb-o-balaa dekh
Ahmad Sageer
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
unhe.n kyaa diida-var likkhuu.n mai.n 'saaqii'
jo daam-e-kam-nigaahii chaahte hai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
sa.ng-rezo.n kii kamii kab thii sar-e-raah-e-visaal
dil-e-kam-zarf kaa daaman hii siku.D jaanaa thaa
Najeeb Ahmad
Ghazal
kam-zarf ehtiyaat kii manzil se aa.e hai.n
ham zindagii ke jaada-e-mushkil se aa.e hai.n
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
liyaa jaataa na kaise imtihaan-e-zarf ai 'saaqii'
nazar har ek baada-KHvaar ne saaGar pe rakkhii thii
Abdul Hameed Saqi
Ghazal
tang-dil ko.ii agar fayyaaz ho jaa.e to Dar
ai 'zafar' kam-zarf kii dariyaa-dilii se KHauf khaa